5-11-6
i see again those dreams
of perfection folded in my arms
again there is a desire
to break out of this self and reach it
why so strong a desire
yet so vague my vision
why the need for security
not so enthusiastic my actions
why the fear of losing
what i dont really want
why compromises for principles
for love, for whom i care
the desire for perfection
binds me now so strong
yet few moments pass
practical view settle, whoosh...its all gone
but traces will forever remain
sparks seldom will ignite
fuel for once i will give it
and reach out to fold my arms...
I will do it...lest I perish !
Friday, November 24, 2006
Sunday, October 22, 2006
eyes...
15-10-06
kabhi teri aakhon ko dekhta huun
to tej roshni si nazar aati hain
aur meri aakhen disha badalne ke bajaye
is roshni main kho jati hain
phir meri aakhen is roshni ke aur pass aana chahti hain
itne pass ki teri roshni ka koi kann, meri aakhon ki roshni banjaye
aur is roshni main chipa thoda andhera
meri aakhon main basi teri roshni se jagmaga uthe, khatm ho jaye...

Saturday, October 07, 2006
thank you teacher
05-09-06
Thank you
for the knowledge you have given
for the efforts you make
for the indifference you ignore
for the spirit you try and share
for trying again and again and again
and for what tomorrow we will be...
we may add
that words are not enough
and actions we are too weak to promise
though we may crib and show carelessness
but we know we are in safe and caring hands
though we may have at times taken you for granted
and looked at situation just from our angle
but with time we will learn
and forever we will be grateful
forgive our mistakes for your kids we will always be
learning, hurting, sorry and grateful.

khoya khoya...
05-10-06
ek khwab dil se juda, gehra maan main basa
par sama kuch alag sa, samay unchaha sa
bandise, aashaye, pyaar, tyaag aur duje sapne
par un dujo ke, jo hain bahot aapne...
sayad khud se bhi bahot jyada aapne
woh dil kare jo karne ki chah
par unjani ye rah...rah se bhatakti ye rah
samay par, aur khud par bharosa karna, dilasha dena
kal alag hoga, bas thodi duur aur..baar baar khud se kehna
itni baar ki aisa lagna ki khud se chalawa karna

kal ke liye aaj ko ladna hoga
swarthi ichao ko marna hoga
himmat hain to bhism banke dikha
aapni chodd apno ka jivan bana...
Monday, September 25, 2006
thoughts...
ek din ek ladka samander ke kinare khada tha... lehre aati aur apne saath kabhi kabhi koi machli bhi le aati. woh use uthata aur samander main wapas phek deta. usse aisa karte ek dusre ladke ne dekha aur hasne laga. bola samunder itna vishaal hain. itni saari machliya har pal bahar aati hain aur mar jati hain. uska aisa karne se kya farak padne wala hain. usne jawab diya ki uske aisa karne se bhale hi is stithi ko koi pharak nahi pada par us machli ke jivan par jisko usne bachaya bahot farak pada. yeh farak uske aisa karne ke liye kafi hain...
[dont know the source]
[dont know the source]
Wednesday, September 20, 2006
anineshwita
07-03-06
ek meri zindgi hain aur ek main hoon,
khwabo main soya, khwabo main khoya;
sacch ki aaradhna ko khwabo main dohrata,
pyaar ki lalak aur tripti ki pehchan, khwabon main pata.
us andekhe wyaktitwa ki aanjan talaash,
woh doobna, niche aur niche;
sacch aanjan ke liye ya kastoori sa ?
sawaal uthata aur jawabo ke liye doobta jata.
na jane kyun ek kashish si hoti jab jagta,
kyun phir khwabon ke aahwan ki chah hoti;
kyun mantramugdha sa jivan hi chahta,
kyun sacchayi ki talash main, sacchayi se door jata.
main aur mere khwab, ek bandhan main piroye,
ek duje main khoye... jivan se door ek 'anineshwita' ki talaash main.

Subscribe to:
Posts (Atom)